Dono ko aa Saki na nibhani
mohabtain....
ab parh rahi hayn hamko bhulani mohabtain....
kin kin rifaaqaton k diye wastay mager...
usko na yaad ain purani mohabtain...
guzri ruton k zakhm bhi ab tak bharay nahi...
phir or kia kisi say barhani mohabtain...

sab sir basr faraib hy.. kia in
ka hay aitbaar...
yeh piyar, husn-o-ishq, javani mohabtain...

janay vo aaj konsay rastay say ai gher...
her mor her gali pe bichani mohabatain...
yaa dil ki halatoo ka biyan sab k
samnay..
ya apnay aap say bhi chupani mohabatain..

No comments:
Post a Comment